Chaadar iss Mausam kee

Odhe baithi jameen, chadar safed seeRahe deedar ki kwahish, uske ambar pe aane ki Hai ye chaadar kuch pal keeJarra mausam badlne doNaa dundhe milegi yeNaa inka zikr bhee hoga Rahegi aag fir wajibFizaa bhee khud shamma hogiNa hoga darmian kuch aurAur na chadar yahan hogi Hai fitrat inn hawaoin keeRahengi fir bhee fizao meinAbhi…

Khwahishoin se Rihaa

Kuch der khwahishoin ko bhula Inse rihha karr zindagi Kuch khule aasmaan ko jee Kuch bahte paani ko pee Kuch der wadion mein sammaa Na iss taraf ruk na kahin jaaa Is waqt ke tahraav ko jee Barf kee chadar ko jee Khushi ki wajah kyun chahe dil Bina kuch wajah tu muskura Bina wajah…

Dil Chahtaa Hai

Ek anjaan see raah par Gumnaam ho jaane ko jee chahta hai Raat ke andhero mein Khamoshian sun ne ko jee chata hai Saath waqt bitaya to bahut Baat jo naa kahi wo kahne ko jee chahta hai Har baddte kadam se Yeh duriyan faasle mitaane ko jee chata hai Tere aagosh mein Halke se…

Yeh Ishq – Fire and Love

Yeh ishq jahaan le jaata hai Main bhee wahaan tak jaunga Khahte hain aag ka dariya hai Main doob paar tak jaunga Dil cheez jise yahaan kahte hain Main tere liye hee launga Khahte hai aag ka dariya hai Main fir bhee wahaan tak jaunga xxxx Kuch tez hava yeh khahti hai Ek tu hai…

Nazrein Jab Se Mili Hain – Feel the Beauty

Nazrein jab se mili hain Kya main tujhko bataun Tujhko bataun Dard milla iss dil ko Ye raaz kaise chupaun Kisko bataun Ankhoin mein teri aisa kajra lagga tha Kaano mein aina sona jhumka padda tha Haathoin mein bas soni chuddi hee nahi thee Warnaa bachnaa mumkin kahaan tha Nazrein jab se mili hain Kya…

Adhure Khyab – The Desires

Tum mere adhure se khwab the Kuch ghadi kismat se saath the Jaane kahan chal padde kadam Lagga tha jaise manzilo ke paas they Tum mere adhure se khwab the Kuch ghadi kismat se saath the xxxxxccccc Zarre bhee nahi, iss jahaan ke Jaane itnna gumman kyun kartein hain Patta nahi, agle lamhe kaa Zindgi…

Qaynaat

Jabse mile, tumko sath le chal rahha huun Apni parchai se bhee, paas le chal rahha huun Duniya ke iss safar mein Main apni qaynaat, saath le chal rahha huun Aasaan hui Zindagi Tere aane se Tujhe gale lagane se Tere milne se lagti hai muqammal see zindgi Apne sapne sath le chal rahha huun…

Na tazub Na gumaan – O’my beautiful you

Humko tazuubb nahi, tumko na hai guman Tere jaisa hassen, aur hogaa kahaan Jab se dekha tujhe, raatein hain khushnumaan Khoya rahta huun main, ab jaane kahaan Naino kee daastan, kartein hain bayaan Dekha jab se inhe, gum hain jaane kahan Socha inmein zameen, lagaa yeh aasmaan Lagga aisa to hona to mumkin nahi Shayad…

Lafzo Ki Dor

Baandhein lafzo ki dor wo Jo mann lagge wo preet hai Iss preet binaaa na baandhe koi Chahe wo duniya kee reet ho Kuch saath mila ya wo tha bhram, Bas yahi soctha rahta huun. Shabdoin ke dayro mein, Wo waqt sochta rahta huun. Naa tujhse shuru, na mujh pe khtam Fir jaane kyun teri…

Chahe Juda Tum Raho

Chahe juda tum raho Saare jahan ke ho faasle Dhadkane ye humari Tere paas laati hai, teri yaad laati hai Khuli annkhoin se jo dekhe khyab the Maana mukmal wo ho naa sake Par annkhein band karte Saare laut aatein hain, teri yaad laate hain Chahe juda tum raho Saare jahan ke ho faasle Dhadkane…

Tu Hee Ashiqui

Tuhi Ashiqui hai Tuhi Ashiqui hai Tuhi Ashiqui hai Tuhi Duniya meri Tujhse meri nazme hain, Tuhi hai har khwahish mein Tuhi saare armaan, Tuhi aashiqui XxxxxxxxX Teri jhuftju mein meri, saari khusi hai Teri rahguzar se meri, awaargi Teri ek nazar ko, sooraj chadda hai Teri aahatoin mein, deewangi Teri chahatoin se, loti zindagi…

Jane kee Ahaat

Pahchaan lete, teri aahat ko Ke ye kya tune, aahat bhee na kee Rahne diya iss kashti ko mazhdaar mein Kahte to isse kinara de dete Jaane ke aahat bhee naa kee Warna tujhe jaane nahi dete Utha ke gira dete yeh nazraein Ke kuch to ishaara kar dete Tune jaane ke aahat bhee naa…